Hum na hote to aapko gazal kaun kehta,
apke chehre ko gulab kaun kehta,
Ye to karishma hai hum pyar karne walon ka warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta................
Humne socha tha ki shayad,
hum hi chahte hai tumko,
par tumhe chahne wala to kafila nikla,
Dil ne kaha shikayat kar khuda se,
paar khuda bhi tera chahne wala nikla.
0 comments:
Post a Comment