kuch na chaha tha phir duaon mein
tu na milta to ye surat hoti
Zindgi kat ti magar gunaho mein
yu hi marne ka maza milta
agar marte tumari bahon mein
tera deedar ho gaya jabse
koi aur nahi hai meri nigahon mein
jala ke rakh diya maine 'DEEPAK'
teergi nahi ab wafa ki rahon mein
0 comments:
Post a Comment